24/04/2025
Waqt-e-zawal tha, ya mohabbat ka imtehan tha,
Juda hogaya wo, isma uska he nuksan tha,
Sath chal na paya wo kathin waqt ma mera,
Uske lakeeron ma shayad kese aur he ka naam tha,
Mehr josh-e-mohabbat se ab age nikal ja,
Zaat-e-elahi ke Ishq ma ab tu fanaa hoja,
Na tahar ab tu ishq-e-mijazi ke safar ma,
Hoo ka alam uhta aur kahen aur nikal ja,
Talash-e-yaar ne tujhe behaal krdia ha,
Majzoob jesa tera ye haal krdia ha,
Hosh ma aa, dheak zara, sambhal zara,
Apni maa ke bete ka kia haal krdia ha,
Zaat bhe tere andar ha, sefaat bhe tere andar ha,
Alamdar ka alam uhta, aur azadar banja,
Mola Hussain ke nazar tujhpe ha,
Ab-kouser ka jam uhta aur aamar banja.....