Lover Forever

Lover Forever Ishq me maut se darta kaun hai,
pyar to ho jata hai karta kaun hai. Aapke liye to puri duniya hai ku

25/12/2015
07/09/2015

27/03/2014

Tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya
Bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya��

Main so raha tha chain se, yun hi kafan e mazaar mein,
Yahan bhi sataane aa gaye, kisne pata bata diya��

Tumne chadhaye phool to, ehsaan kya kiya
Humne tumhare ishq mein, sara chaman luta diya�..

Pucha na jeete ji kabhi, dard e dil ka haal
Aaye ho kabr par meri, mitti mein jab mila diya�..

Aaye ho mazaar par mere, dekh liya ab mera haal
Thukra ke mere pyar ko, kisi aur ko apna bana diya�.

Ab ho gaya hai ilm tumhein, ek shikayat meri jaan lo
Kiya jo hashar tumne mera, apno ko begana bana diya�.

Main to kafan mein hoon ab, meri baat aur hai,
Karna na unka haal wo ab, jo haal mera tumne bana diya�.

Tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya
Bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya�..!!

28/10/2013
Fir aaya wahi mowsam,wo jhoom ke barasna yaad hai,Mujh sang barish me chalte chalte,Wo tera bhigna yaad hai.Wo pani ke c...
31/08/2013

Fir aaya wahi mowsam,
wo jhoom ke barasna yaad hai,

Mujh sang barish me chalte chalte,
Wo tera bhigna yaad hai.

Wo pani ke cheete wo teri sarat,
Aaj bhi aati hai boondon se wahi aahat

Mujhe bhiga ke barish ki boondon me,
tera khil khila ke hasna yaad hai.

Address

B 55 Gali No 2 West Vinod Nagar
New Delhi
110092

Telephone

9718184428

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Lover Forever posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Establishment

Send a message to Lover Forever:

Share