Woh Raat Ka Benava Musafir

Woh Raat Ka Benava Musafir Ham ney tujhko laakh pukara tu lekin khamosh raha
Aakhir saari duniya sey ham tere bahaane rooth gaye

हम ने तुझको लाख पुकारा तू लेकिन ख़ामोश रहा
आख़िर सारी दुनिया से हम तेरे बहाने रूठ गये....

17/11/2023
Pyar karne ka jo khooban ham pe rakhte hain gunaahUnsey bhi toh poochhte kyon itne tum pyare huye~: Mir Taqi Mir {1724 A...
31/10/2021

Pyar karne ka jo khooban ham pe rakhte hain gunaah
Unsey bhi toh poochhte kyon itne tum pyare huye
~: Mir Taqi Mir {1724 Akbrabad : 1810 Lucknow}

Dekh toh dil ki jaaN se uth'ta haiYeh dhuan sa kahaaN se uth'ta haiYuN uthe aah uss gali se hamJaise koi jahaaN se uth't...
07/05/2020

Dekh toh dil ki jaaN se uth'ta hai

Yeh dhuan sa kahaaN se uth'ta hai

YuN uthe aah uss gali se ham

Jaise koi jahaaN se uth'ta hai

~: Mir Taqi Mir {1724 Akbarabad : 1810 Lucknow)

Le chala jaan meri, rooth ke jana teraAise aane se to behtar tha na aana tera~: Nawab Mirza Khan Daagh Dehlavi          ...
24/01/2020

Le chala jaan meri, rooth ke jana tera
Aise aane se to behtar tha na aana tera

~: Nawab Mirza Khan Daagh Dehlavi

Jo kaha maine ki pyaar aata hai mujh ko tum par Hans ke kahne laga aur aap ko aata kya hai ~: Akbar Allahabadi          ...
30/11/2019

Jo kaha maine ki pyaar aata hai mujh ko tum par
Hans ke kahne laga aur aap ko aata kya hai

~: Akbar Allahabadi

Ham ney tujhko laakh pukara tu lekin khamosh rahaAakhir saari duniya sey ham tere bahaane rooth gaye~: Nasir Kazmi      ...
09/11/2019

Ham ney tujhko laakh pukara tu lekin khamosh raha
Aakhir saari duniya sey ham tere bahaane rooth gaye

~: Nasir Kazmi

Woh baat saarey fasane mey jis ka zikr na thaWoh baat unko bahut na’gwaar guzri hai~:  Faiz Ahmad Faiz
29/10/2019

Woh baat saarey fasane mey jis ka zikr na tha
Woh baat unko bahut na’gwaar guzri hai

~: Faiz Ahmad Faiz

Tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhkoYe meri umr mohabbat ke liye thhodi haiEk zara sa ghum-e-dauraan ka bhi haq hai j...
23/09/2019

Tu mila hai to ye ehsaas hua hai mujhko
Ye meri umr mohabbat ke liye thhodi hai
Ek zara sa ghum-e-dauraan ka bhi haq hai jis par
Maine woh saans bhi tere liye rakh chhodi hai

~: Qateel Shifai

Jin se mil kar zindagi se ishq ho jaye wo logAap ne shayad na dekhe hon magar aise bhi hain~: Suroor Barabankvi
02/09/2019

Jin se mil kar zindagi se ishq ho jaye wo log
Aap ne shayad na dekhe hon magar aise bhi hain

~: Suroor Barabankvi

Barsat ke aate hi tauba na rahi baaqi Badal jo nazar aaye badli meri niyat bhi ~: Hasrat Mohani
01/08/2019

Barsat ke aate hi tauba na rahi baaqi
Badal jo nazar aaye badli meri niyat bhi

~: Hasrat Mohani

Address

Lucknow

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Woh Raat Ka Benava Musafir posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share