26/09/2025
🙏 Kedarnath Yatra 🙏
Aisi kathin paristithi me chadhai karna sirf safar nahi… ek daring hai, ek shradha hai. 🕉️
Pathar, baraf, thandi hawa — sabhi rukawat ke bawajood, jo pahuchta hai unka vishwas aur bhi mazboot ho jaata hai. 🌌
Ye sirf ek yatra nahi, ek atma ka anubhav hai. ✨