Urdu Sarai

Urdu Sarai khushamdeed! ❤️
If you Listen to "UrduSarai" there is no going back! www.urdusarai.com

17/03/2026

Eid 2026 -😓❤️

ये हिजरतों का ज़माना भी क्या ज़माना है
उन्हीं से दूर हैं जिन के लिए कमाना है

ख़ुशी ये है कि मिरे घर से फ़ोन आया है
सितम ये है कि मुझे ख़ैरियत बताना है

हमें ये बात बहुत देर में समझ आई
वहीं तो जाल बिछा है जहाँ भी दाना है

हमें जला नहीं सकती है धूप हिजरत की
हमारे सर पे ज़रूरत का शामियाना है

नमाज़ ईद की पढ़ कर मैं ढूँढता ही रहा
कहीं दिखे कोई अपना गले लगाना है

वहीं वहीं लिए फिरती है गर्दिश-ए-दौराँ
जहाँ जहाँ भी लिखा मेरा आब-ओ-दाना है

- सय्यद सरोश आसिफ़

21/02/2026

A Toy Became His Mother

When a mother is gone, life becomes harder.
Even relationships change.
This little soul found comfort in a toy,
but the world around him changed. 💔

Jab maa chali jaye to zindagi mushkil ho jati hai,
aur rishtay bhi badal jaate hain.
Is chhoti si jaan ne khilone mein apni maa dhoond li,
lekin duniya uske khilaaf hoti chali gayi. 💔


05/02/2026

Mature hone ka matlab yeh nahi ke dil nahi hota,
bas dard ko chupana aa jata hai.

Khamoshi bhi ek ehsaas hoti hai.

❤️💐

25/01/2026

26th January- Republic day 2026 🇮🇳

Saare Jahan Se Achha” sirf ek nazm nahi,
balkay watan se mohabbat aur qaumi pehchaan ka izhaar hai.
Is nazm ka jazba humein yaad dilata hai
ke Hindustan hamesha se ittehad aur aman ka paighaam raha hai.

26 January is liye manaya jata hai
kyun ke isi din 1950 mein Bharat ka Aain( Constitution )nafiz hua,
aur mulk ne khud ko ek jumhoori, khud-mukhtaar aur barabari par mabni riyasat qarar diya.

Is liye jab hum kehte hain
“Saare jahan se achha Hindustan hamara”
toh hum sirf geet nahi gaate,
apne Aain, apni azadi aur apni zimmedariyon ko bhi yaad karte hain.

23/01/2026

-Nihilist Penguin-

Different stories, same ending.
Penguins remind us —
survival isn’t about wings,
it’s about endurance.





02/01/2026

Sukoot Ki Talaash

Words-

Gathering, crowd, social circle
• انجمن (Anjuman) — Assembly, society, mehfil ka hissa
• لطف (Lutf) — Pleasure, joy
• دل بجھ جانا (Dil bujh jana) — Dil ka khali ho jana, jazbaat ka khatam ho jana
• شورش (Shorish) — Shor, hungama, bechaini
• سکوت (Sukoot) — Gehri khamoshi, inner peace
• تقریر (Taqreer) — Speech, alfaaz
• فدا ہونا (Fida hona) — Qurban ho jana, mutasir ho jana





21/12/2025

Argument of Contingency

Daleel-e-Contingency / Daleel-e-Ihtiyaaj
Yeh falsafiyana daleel hai ke kainaat ki har cheez kisi doosri cheez par munhasir hoti hai, is liye ek aisi hasti ka hona zaroori hai jo khud kisi par munhasir na ho.

Video by

17/12/2025

Need This Therapy session with perveen shakir

Jab Gen Z milti hai Urdu seAaj ki post mein hum Gen Z ke mashhoor lafzon koUrdu ke haseen andaaz mein samajh rahe hain —...
12/12/2025

Jab Gen Z milti hai Urdu se

Aaj ki post mein hum Gen Z ke mashhoor lafzon ko
Urdu ke haseen andaaz mein samajh rahe hain —
Vibe, Delulu, Chaos, Junoon, Raaz aur aur bhi bohot kuch.

Zubaan badalti rehti hai,
lekin Urdu har lafz ko adab, narmi aur khoobsurti de deti hai.

Aapka favourite Gen Z Urdu word kaunsa tha?
Comments mein zaroor likhein ✨





Address

Delhi
110003

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Urdu Sarai posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category