Alig biradran Amu aligarh

Alig biradran Amu aligarh Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Alig biradran Amu aligarh, Art, A.M.U., Aligarh.

12/02/2019

अलीगढ़ मुस्लिम यूनिवर्सिटी एक बार फिर सुर्खियों में है। इस बार कारण बना है अर्णव गोस्वामी का न्यूज़ चैनल रिपब्लि.....

 . New Building...
18/09/2018

. New Building...

30/04/2018
01/01/2018

Aaj Union hall me GBM call ki gayi thi budget decide karne ke liye.
Sabse pehli baat ye ki Aligarh Muslim University code of conduct ke constitution me ye likha hua meeting ke 3 din pehle notice aani chahiye jo ki rewayat thi lekin uski fiqr na karte huye raat me achanak notice dekar GBM kra di gyi. Jo log Election se pe AMU ki shaan-o-Shaukat ko waapas laane ki baat karte the, Aaj unhi ko usi shaan-o-Shaukat ko pairon se raundte deka.

2. Union ke leaderan ko ye pata tha sabka exam chal rha hai,GBM me sab nahi aa payenge unhe election se pehle ye waada kiya tha,AMU ki 28000 hazar Talba decide karegi koi bhi GBM jab hogi, toh kya unhe pata nahi Talba ka exam chal raha.

3. Jab us meeting me humlogon is baat ka oppose kra ki GBM me sirf enrolled student rahenge toh union ne is cheez se inkaar kardiya, kya yahi changes, yahi revival ki baat ki gayi thi election se pehle.

4. Jab humne union ke Secretary se ye sawaal kiya ki "Office Contingency" ka kya matlab hai toh unka sawaab tha yahan par sawaal nahi sirf sirf Paas Paas Bolna hai, kyun ki secretary sb ko uska matlab hi nahi pata tha toh jawaab kaha se dete.

5. Kuch Student aaye bhi jo the unse unki baat bhi nahi rakhne di gyi khud toh mike ka use karliya aur general students ko mike bhi nhi diya, nahi toh general students unki awaaz ko daba denge.unse unke sawaal puchne ke haq ko bhi daba diya gya, aur baat badlav ki karte the election se pehle.

6. Aur agar aise hi GBM karni hai faisla khud hi lena hai toh GBM call karna beqaar hai. Mai toh abhi tak makkar administration ko samajhta tha aaj kuch aur hi dikhaa.

Copied from Adnan Aamir

04/12/2017

VOTE ,SUPPORT AND DUA FOR ADNAN AMIR
FOR HONORARY SECRETARYSHIP AMUSU 2017-18

like this page and share it..
12/11/2017

like this page and share it..

Address

A.M.U.
Aligarh

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Alig biradran Amu aligarh posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category