29/06/2023
Hii friends samay ek jaisa nahi hota hai ham kabhi sochte the ki padh likh kar aap jaisa bane lekin Ghar ke paristhiti dekhte hue Aaj bhatkate bhatakhe driving karna pad raha hai pata nahin chalta hai kab hai ya nahin lekin majburi mein karna hi padta hai bhai aap log achcha se padhaai kijiye aur apna life achcha banaye