Ashk Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Ashk, Art, Charlotte, NC.

04/05/2025

Tum miljaatay
To kisaa khatam ho jaata
Bichday ho
Zakinana kahani lambi chalaygi

03/23/2025

Eak bahan chaheay tha
Umar Bhar k liay
En palko ko ashko say dhunay Ka
Fer kya
Hamay bhe ishqe Kar liya
Kis aashiq Ka ishqu mukamal hua hai
Uthan k Dekh lo
Panay kitabo k
Har kahaani adhuri hai ..

09/20/2024
Tanhaae mea tu tha sath ya khudaa Pata nahi Dil ka har dard sunaya hai Apnay he kaandhy pay sar rakh k Hamnay dil behlay...
04/14/2024

Tanhaae mea tu tha sath ya khudaa
Pata nahi
Dil ka har dard sunaya hai
Apnay he kaandhy pay sar rakh k
Hamnay dil behlaya hai ....

04/11/2023

Sombhadra Mangrove chururu distt una himachal

04/10/2023

Judaae ka dard
Baharo mea yaad aata hai
Koi hai jo bichra hai
Yaad aata hai..

Tayei tasvir dekhnay ki jarurat nahi
Chehara aankho mea rehata hai
Kesay rakh du tujhy nikal k
Dil say
Zindgi k makaan k kisi konay mea
Tu he to the zindgi
Ashk ki
Ab tujhy bhul k jeena
Mumkin nahi
Dhunda tha rasta
Jo guzaray na teray shehar say
Tamaa umar bhatkay
Us rah par
Pahunchy fer bhe teray dar par

04/10/2023

Kismat mea tarsan likha tha
Par pata nahi tha
Jo hamara tha
Wohe wajha hai .
Hosakta nahi
Ye hai
Jo kal hamara tha
Wo aaj bhe hai
Umeed hamsay na karna koi
Naumedi kismat hai hamari
Shayri shonk nahi tha
Aadat hai hamari
Waha wahi sunanay ka maan nahi hai
Jo bhe kaha wo hamari he dard bhari kahani hai
Sonay ki wajha koi nahi
Khab sab adhuray rehjaatay hai
To neend say dushamani kar li
na he pucho haal hamara to acha hai
Jhooth tumhary sath bola na jaayga
Agar batanay say dard kam hota
To zakhamo ki numaesh sary baazar kartay.....

Ishq tera bayparwa ...
Judaae tayri umraa di saza
Jay hona c juda
Jaana c saanu karky tabaa
Kyu jeena c sikhaya
Kyu kiti c wafa
Ishq tera bayparwa
Judaae tayri umraa di saza ..
Udika tanu bayky us raa
Jithay koi v ni raa

06/27/2019

Khamoshi Meaayri chilaaky uska naam layti hai
Etna sanaata hai zindgi Mea ki Uski dhadknay Ab bhe sunaae dayti hai

Ye khamosh raasty
Aksar kuch to kehtay hai
Jo manzil the mayri
Shayad uska pata dayty hai

Bahut door nikalgaya hai wo shayad
Usay mayri aawaz bhe Kaha sunae dayti hai
Yea konsa mukaam hai Ashk Ki zindgi ka
K Har cheharay Mea uski Surat Ab bhe dikhae dayti hai .

06/21/2019

Waqut bay waqt yaad kyu aaty ho
Aaty Ho to fer mayri jaan layky kyu chalyjaty Ho...

06/11/2019

Har koi masroof hai zindgi k mazy lootnay Mea
Eak ham hai jisay zindgi NY lootliya..

Address

Charlotte, NC

Telephone

+19805422908

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Ashk posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Establishment

Send a message to Ashk:

Share

Category