23/07/2026
β¨ Mukhalat Abbayz β Hamari Shop Ka Top Most Selling Attar! β¨
Alhamdulillah! Mukhalat Abbayz hamari shop ka sab se zyada pasand kiya jane wala attar banta ja raha hai aur ab tak is ki 3.25 lakh se zyada bottles sale out ho chuki hain. β€οΈ
πΏ Khushboo ki duniya ka aik munfarid shahkar
βοΈ Sweet
βοΈ Floral
βοΈ Woody
βοΈ Rich Oudh Touch
β³ Behtareen Lasting
πΉ Kam az kam 6 se 8 ghante
πΉ Zyada se zyada 8 se 12 ghante
π¨βπ¦±π³ββοΈ Har umar ke afrad ke liye munasib
Naujawan hon ya buzurg, Mukhalat Abbayz har shakhsiyat par khoob jachta hai.
π° Price
π 6ml β Rs. 1,200
π 12ml β Rs. 2,000
π Free Delivery All Over Pakistan
Agar aap ne abhi tak Mukhalat Abbayz istemal nahi kiya to aik baar zaroor try karein aur janiye ke hazaron log isay apna favourite attar kyun bana chuke hain.
π Sunnat Collection
Mall of Wah, 1st Floor, Wah Cantt