14/08/2015
PAKISTAN aj 14 august ko youm-e-azaadi mana rha hy or bhaarat kal manaey ga is zaman main dono mulkoun ke awaam or fankaaroun ko dil ke gehraiyoun say mubarikbaad paish krta hun or dua krta hun k ALLAH dono mulkoun ko khush,haal bnaey or aalami aman k shaayaan-e-shaan sharf-e-aizaaz say nawazay ameen Jashn-e-azaadi ke bohat bohat mubarikbaad or is k pas-e-manzar m arz h:
"maazi-e-bareysagheer hindustaan par, musalmanoun ke hakumat sadiyoun per muheet rahe , yahan k qadeem baashindy bzaahir tou khush hngy magar unke hakumat sy azadi bhe chahty thy, kun k wo is baat per mukamal yakeen rkhty th k ISLAM amn-o-salamti ka deen h or in ke bahaduri per bhe yakeen tha k yeh kehty hen "zida rhy tou ghaazi or jang main shaheed hogaey tou hmesha jannat main znida rahen gy" or yeh bhe yaqeen hogya tha k musalmaan qaaedeen ko sath ilaey bghair angrezpun sy azaadi nhe mil skti or musalmaan qaedeen bhe smjh gy th k hindustaan per apni qadeem hukmarani ko angrezoun say wapis lna tab he mumkin hoga jab hum yahan ke ghair islami tanzem k sath mil ker jidoujehad krengy lehaza bareysagheer hindustan main her su say qaedeen ke qayadat main qaaflay kashtiyoun say zeada aye or mushtarka ghor-o-fikar k haseen imtizaj ka zahoor hakumat pakistan or hakumat bhaarat mulki tanazar main akar dunia k manzar par agaey."
"MAMNON-E-ILTAFAAT-E-AMEEM,
"M.A.LATIF ARTIST SARGODHA PAKISTAN"