30/09/2026
Gaon ka chhota sa phatak, gadhagari khadi, bachay cycle par ruk kar dekh rahe — aur phir guzarti hai ek lambi train full speed mein! 🌾🚂🔥 Yeh hai asli dehaati Pakistan ka pyara sa nazara. Aap ke gaon mein bhi aisa phatak hai kya? Comment mein zaroor batao! 👇