29/01/2026
Ye kahani hai ek gaon ke seedhe-saadhe Hulk ki,
jiski maa ko sirf ek cheez chahiye β new car π€π
Paison ka haal bura hai, trading ne kamar tod di hai,
aur showroom wala Hulk ko Behari keh kar bhaga deta hai π
Lekin phir qismat palat ti hai jab TV par aata hai
GoGi Pahalwan ka challenge β 10,00,000 rupay ka inaam! π₯
Gaon ka ground ban jata hai battle field,
kabaddi mein hoti hai zindagi ki sabse badi fight,
gir kar uthna, maa ka khayal, aur ek zor-dar comeback! πͺ
Ye sirf car ki kahani nahiβ¦
ye hai maa ke sapne, izzat aur Hulk ki jeet ki kahani β€οΈπ₯