06/05/2026
Ek Pal Mein Takht Aa Gaya! | Part 2
Kya waqai takht ek pal mein aa sakta hai?
Bilal aur Sara ke saath dekhiye Hazrat Sulaiman A.S ki kahani ka Part 2 — jahan ek jinn takht lane ka wada karta hai…
lekin phir kuch aisa hota hai jo sab ko hairan kar deta hai!
Ek pal mein takht unke saamne aa jata hai — yeh Allah ki qudrat ka zabardast moajza tha.
Lekin kahani abhi khatam nahi hui…
Asli test abhi baqi hai!
Aap ke khayal mein agla test kya hoga? 👇
QuranStories IslamicReminder MuslimKids ReelsPakistan