Ranj-o-gham

Ranj-o-gham Mera waqt bhi Qayamat ki tarah hai
Dekhna ek din zaroor aayega

04/02/2026
30/01/2026

30/01/2026

Wo bahane se utha jakar kisi ka ho gya
Aur bhare mazmey ke andar mai akela ho gya
Jitne dil tode hain tere baad ye Afsos hai
Yani mai tujhse bichar kar tere jaisa ho gya

20/01/2026

Zindagi to sabke paas hai magar
Har koi Zinda thodi hai

16/01/2026

05/01/2026

02/01/2026

29/11/2025

पुरूष इतना आजाद है की चाह कर भी नौकरी नहीं छोड़ सकता
और महिला इतनी बन्दिश मे है की नौकरी को आजादी समझने लगी

17/11/2025

04/11/2025

Itna to kisi ne chaha bhi na hoga
Jitna Maine sirf socha hai tujhe

29/10/2025

Mai chhod aaya hun khud ko zimmedariyon ki basti me
In tamannao se kah to ab mulaqat mumkin nahi

Address

Mumbai

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Ranj-o-gham posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category