11/08/2026
Haalat se ladte-ladte khud se hi haar gaye,
Jo khwaab dekhe the, unke peeche sab kuch vaar gaye.
Log kehte hain waqt badal jaata hai,
Bas hum us badalte waqt ka intezaar karte-karte thak gaye…” 🖤