16/08/2026
Jab apno ki adaakari ka sach saamne aata hai… toh dard sirf unke jhooth ka nahi hota. 💔
Dard is baat ka hota hai ki jise humne dil se sach maana, woh sirf ek kirdaar tha… aur hum us kirdaar ko haqeeqat samajh baithe.
Kabhi-kabhi doosron ki bewafai se zyada, apni masoomiyat tod deti hai.