Dargah page

Dargah page Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Dargah page, Churu.

Dargah Shariff
Hazrat Syed Miya Pahalwan Baba
Rahmatullah Allahi
Ye dargah mohabbat, sabr aur yaqeen ka paighaam deti hai 🤍
Yahan aane wala har banda
Apne dil ko sukoon aur rooh ko chain paata hai 🤲
Allah ke waliyon ki rehmat hamesha barqarar rahe 🌙

17/06/2026

Dargah Sharif Ratangarh #हजरत

हजरत ख्वाजा हाजी मुहम्मद नजमुद्दीन साहिब सुलैमानी चिश्ती अल-फारूकीफतेहपुर शेखावाटी
15/06/2026

हजरत ख्वाजा हाजी मुहम्मद नजमुद्दीन साहिब सुलैमानी चिश्ती अल-फारूकी
फतेहपुर शेखावाटी

09/06/2026

🌹 उर्स मुबारक 🌹
हज़रत सैयद मियां पहलवान बाबा (रहमतुल्लाह अलैह) का सालाना उर्स मुबारक
📅 8 जुलाई 2026
अल्लाह तआला हज़रत के सदके से हम सब पर अपनी रहमतें और बरकतें नाज़िल फ़रमाए।
आमीन 🤲
"उर्स-ए-मुबारक की दिली मुबारकबाद"
🌹🤲🌹

09/06/2026

Tere karam ki jamana misal deta hai
Jise tu nawaj de use jamana salam deta hai
Dargah Sarif hazrat sayd miya pahlwan baba Foundation
Dargah Sharif Ratangarh

16/02/2026

Sarkar Hazarat Syed Miya Pahalwan Baba ki bargah me sajji Noorani Mahfil-e-Sama ❤️
Jahan zikr bhi hai, fikr bhi hai aur ishq-e-haqeeqi ka rang bhi…
Jo bhi yahan hazri deta hai, khali haath nahi lautta 🤲
Allah Pak sabki dua qubool farmaaye… Aameen ✨
Agar aapko bhi Awliya Allah se mohabbat hai to video ko Like 👍 karein, Share karein aur Comment me “Ya Pahalwan Baba” zarur likhein 🌹
🔥 Hashtags











31/01/2026

Mere Mursid, Mere Peshwa,
Ya Khawaja Garib Nawaz (R.A.) 🤲

Ye video mere Mursid Khawaja Garib Nawaz (R.A.) se mohabbat, aqeedat aur ishq ka chhota sa izhaar hai.
Ajmer wale Khawaja ne hamesha mohabbat, sabr aur khidmat ka paighaam diya.
Allah humein apne buzurgon ki taleemat par chalne ki taufeeq ata farmaye.
🤲 Ya Khawaja Garib Nawaz Madad
Agar video pasand aaye to like, share aur comment me Ya Khawaja Garib Nawaz likhna na bhoolen.











Address

Churu
331022

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Dargah page posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share